Wednesday, December 15, 2021

Google Drive Me Se Duplicate Files Ko Delete / Remove Kaise Kare

 

Google Drive Duplicate Files Ko Clean Karne Ke Benfits:

Duplicate files se hume koi fayda nahi hai or duable file file se hume problem hi hoti hai but hum agar ek ek karke duplicate files ko delete karenge to isme bahut time lag jayega. Isiliye yaha main aapko simple or easy way se google drive duplicate files ko delete karne ka tarika bta raha hu.

  1. Aapko more space buy karne ki jarurat nahi padegi or aap duable files ko single karke data space badha sakte ho.
  2. Aap large cloud space save kar sakte ho.
  3. Aap ek bar me hi all dublicate data ko delete kar sakte ho.
  4. Aapko duplicate documents se chutkara milega.
  5. Aapko original documents search karne me aasani hogi.
  6. Files search karne me time kam lagega or bandwidth ki bhi bachat hogi.

How to Delete Google Drive Duplicate Files in Hindi

Yaha par main aapko jis software ke bare me bta raha hu usse aap Google Documents, Google Spreadsheets, Google Presentations, Photos etc. files ko delete kar sakte ho. Ye software Windows 10, Windows 8.1, Windows 8, 7 and previous versions windows me achhe se work karta hai.

Is software ki help se aap CFC ko use karke apnie cloud folders ko scan kar sakte hai. Ye aapke cloud space me se sabhi duplicate files ko check karke unki ek list bana kar aapke samne show karta hai. Main aapko suggest karunga ki aap files ko delete karne se pahle apne personal and jaruri data ka backup le le.

Step 1:

Sabse pahle aapko apne computer me Google Drive desktop application install karna hai.

  1. First, aap google drive ko official website se iska desktop application download kare. (Iska android, iPhone and iPad version bhi available hai apa chahe to ise mobile me bhi use kar sakte ho.)
  2. Ab is application ko oepn kar ke shortcut ko start kare. (Task manager bar me iska icon show hoga jisme aap "Open Google Drive folder" par click karke aap ise kabhi bhi oepn kar sakte ho.)
  3. Ab aap Google Drive folders, subfolders and all files ko is desktop application se access kar sakte ho.

Step 2:

Aap aapko google drive ke folders ko is application se scan karna hai or duplicate files ka pata lagana hai. How to Tackle Duplicate Files in Google Drive ?

  1. Google drive application se aap easily duplicate files ko scan kar sakte hai. Agar aap aesa nahi kar pa rahe hai to aap Google Drive Me Duplicate Files Ko Scan Kar Pata Kaise Lagaye post me btaye step follow kare.
  2. Ab aap sabhi files ko left side box me add kar le, sabhi files ko select karke aap All Files or Custom. Recommended: Custom > Documents choose kare or fir se scan kare.
  3. Full scan start karke thoda wait kare kuch hi time me sabhi files scan ho jayegi.
  4. Scaning complete hone par aapko two option milenge, Quick-Fix and Review & Fix.
  5. Review & Fix select kare.
  6. Ab Select duplicates par click karke sabhi terms ke samne tick kare.

Step 3:

Ab time hai files ko delete karne ka, I mean action lene ka agar aap surely duplicate files ko delete karna chahate hai to ye step follow kare.

  1. Aap duplicate files ko permanently delete kar sakte hai.
  2. Aap duplicate files ko Recycle Bin me move karke delete kar sakte hai.
  3. Aap duplicate files ko apne computer ki Hard Disk (HDD) me move karke save kar sakte ho.

Main aapko second and thirdt step follow karne ke liye kahunga kyuki ek bar permanently delete hone ke bad aapko files dubara nahi mil sakti so aap files ko recycle bin ya Hard Drive Disk me save kar le or fully confirm karne ke bad hi files ko permanently delete and remove kare.

Becouase ho sakta hai aapki koi jaruri documents wali files bhi folder me mistake se add ho gayi ho or bad me aapko uski jarurat pad jaye to safety ke liye aap turant files ko permanently delete na kare. Sirf google dirve se computer hard disk me transfer kar le.

I hope is article me aapko helpful information mili hogi, agar ha to is post ko social sites par jarur share kare.

0 comments: